Skip to main content

50 most motivational quotes in hindi|latest quotes in hindi.

50 amazing  inspirational Quotes
motivational and inspiration quotes
swami vivekanand quote 


        dosto humien aage badne ke liye motivate karne ke liye successful  aur mahan logon ke inspriational quotes aur unke anmol vichar hamare jeewan me ek important role  play karte hain. issi liye mahan logon ke kuch inspirational quotes aur unke vichar read kare.

        latest #inspriational quote no.1
                         
                              work


" apne jeewan parivartan ke liye turant kaam karna suru kar do aur shander tarike se ise karen".

               
       
            most #motivational quote no.2
       
                             dosti


"apne dost ko uski galti batana dosti ki sabse kathin pariksha hoti hai".
   

             #latest inspriational quote no.3

                 

" Cheeti se accha updesak koi nahi wo kaam karte hue chup rehti hai".


              best inspriational quote no.4




" aap sagar ko kabhi paar nahi kar paoge jab tak kinaare ko ojhal hone ka sahas na ho".         -   kristophar colambas



           best motivational quote no.5
 
                   #Responsibility



" jimmedaari ka matlab hai ki jeewan me aane wali kisi bhi stithi ka saamna karne me saksham hona".



             inspriational #quote no.6



" apne sapno ko khud pura kare nahi to koi aur aapko apne sapno ko pura karane ke liye rakh lega".



             inspriational quote no.7



" tmhare ander wo sabkuch hai jo tumhe iss duniya ka samna karne ke liye chaiye".3 best inspirational aur motivational stories in hindi.



           inspriational quote no.8



" log ye yaad nahi rakhte hain ki aap kitne baar gire balki ye dekhte hain ki aap kitni baar uth khade hue".



           inspriational quote no. 9

                          hope


" ek esa aadmi jisne kabhi aasa nahi ki wo kabhi niraas bhi nahi ho sakta hai".



            inspriational quote no . 10


                     

" kahe aur likhe hue sabdo me sabse khrab hai- esa ho sakta tha".



           inspriational quote no . 11




"chahe accha ho ya khrab ho kewal aur kewal samay hi hamare paas hota hai".



           inspriational quote no . 12




" aapki speed dheere hone ka fark tab tak nahi hota jab tak aap ruk na jaaye".




          inspriational quote no . 13





" jab tak aap wahi karte rahenge jo aapne ab tak kiya hai to aapko wahi milega jo aapko hamesha mila hai".




     inspriational quote quote no . 14




" sambhav ki seema jaanne ka ek hi upaay ki asambhav ki seema se bahut aage nikal jaana".



      inspriational quote no . 15




" agar aap khud se haar jaate ho to koi bhi aap ko hara sakta hai"



         inspriational quote no . 16




" agar aap haarne se darte ho to aap jeetne ki bhi ummeed na kare".



         inspriational quote  no. 17



" samay se jyada keemti kuch nahi hai".




         inspriational quote no . 18




"jeet aur haar ke beech frak sirf hamari soch ka hai.".




         inspriational quote no . 19





" log haarne wale ko nahi balki jeetne wale ko dekhte hain".




        inspriational quote no . 20




" kisi aur ke kaam ko pura karne se accha hai apne kaam ko adhura karna".




         inspriational quote no . 21




" jab log kuch bada sochne lagte hain tab bade log unke baare me sochne lagte hain".




         inspriational quote no . 22




" jab tak aap kuch bada soch nahi sakte hain tab tak aap kuch bada kar nahi sakte hain".




         inspriational quote no . 23





" har cheez ki starting aaj se hi hoti  hai. wo chahe kuch bhi ho".





          inspriational quote no . 24


" hamare jeewan ki sabse badi galti iss baat se darna hai ki hum koi galti kar denge".




           inspriational quote no . 25


" jis jagah kosishso ka kad bada ho waha aksar kismat bhi jhuk jaati hai".




           inspriational quote no. 26




" chahe aapme kitni bhi yogta kyon na ho kewal focus kar ke aap koi mahan kaam kar sakte ho".




          inspriational quote no . 27




" iss duniya me samman ke sath jeene ka ek hi tarika hai ki aap wo bane jo aap hone ka dikhawa karte hain".




        inspriational quote no . 28




" asafalta ke halat tab bante hain jab aap kosish karna band kar dete hain".




         inspriational quote no. 29





" jeewan me safalta ka raaz hai ki aane wale avsar ke liye tyaar rehna".





             inspriational quote no. 30





" jeewan me safalta ka aanand uthane ke liye asafalta bhi zaroori hai".





            inspriational quote no.31





" haarne ka dar hame jeetne se rokta hai".




            inspriational quote no.32





" agar aap hamesha sochte hi rahenge to aapke paas kuch karne ke liye kuch nahi rahega".





           inspriational quote no. 33





" hamesha aage badhte rehna hi jeewan ka lakshya hona chaiye".





          inspriational quote no. 34




" agar aap baar baar asafal ho rahe ho to apna tarika badlo apni manjil nahi".





            inspriational quote no. 35




" agar aapko aapke lakshya ko paane me samay lag raha hai koi baat nahi kyonki bade safar ko karne me samay to lagta hai".




            inspriational quote no. 36





" agar aap apne liye duniya me best pana cahte ho aapko duniya ko apna best dena bhi hoga".




             inspriational quote no. 37




" kismat sabhi ko mahan banne ka mauka nahi deti par jinhe deti hai unhe iska use best ke liye karna nahi aata".




           inspriational quote no. 38




" zindgi me kinare par khade hokar kabhi swimming nahi seeki ja sakti hai iske liye paani me jaane ka risk to lena hi padta hai".




           inspriational quote no. 39




" jeewan me problems hamara test lene ke liye aati hain unme ya hum bikhar jaate hain ya nikhar jaate hain".




          inspriational quote no. 40




" duniya me kai problems hai aur har problem ke kai solutions hain".




          inspriational quote no. 41




" jeet aur haar kabhi hamari nahi sirf hamare man ki hoti hai".




            inspriational quote no. 42




" safalta ek bade struggle ke baad hi aati hai.its a fact".




            inspriational quote no. 43





" hamari mahanta na girne me nahi balki girkar fir uthne par hoti hai".




             inspriational quote no. 44




" acche log aur acchi kitab jaldi samajh me nahi aate hain".




           inspriational quote no.45




"  duniya tab bhi hasti hai jab aap asafal hote ho aur tab bhi hasti hai jab aap safal hote ho isliye bina kuch soche bas aage badho".




            inspriational quote no. 46




" istihas gawah hai jis par duniya ne hasa hai usi ne ek din itihas likha hai".




          inspriational quote no. 47



" jisne kabhi koi galti nahi ki usne kabhi kuch naya karne ka prayas nahi kiya".



            inspriational quote no. 48



" utho aur apne lakshya ke liye niklo aur tab tak nahi ruko jab tak aap apne lakshya ko prapt nahi kar lete hain".



            inspriational quote no. 49



 " jeewan me hamesha kuch na kuch seekhte rehna hi safalta ki kunji hai".




            inspriational quote no. 50




" jinhe jeetne ki lat lag jaati hai unhe haarna pasand nahi hota".







       dosto aapko ye quotes kaise lage ye humien comment karke zaroor batayen.                                         


must read -albert aainstien ki motivational story in hindi

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

3 sabse hatke inspriational aur motivational stories in hindi

      3 best inspriational and motivational stories         doston hamare jeewan me alag alag samay aata hai her baar samay hamare sath nahi hota hai. sabhi logon ki zindgi me paristhiti alag alag hoti hain.  koi un paristhiti se ladkar safalta pa lete hain. duniya me kai ese log scientist aur vidwan hue hain jo apni paristhiti se  ladkar safalta prapt ki hai. jaise albert aainstien, a. p. j abdul kalam. albert aainstien ek samay me math ka m tak nahi jaante the. aage chalkar wo duniya ke itne bade scientist bane aaj puri duniya unhe jaanti hai. abdul kalam ne apni garibi se ladkar safalta prapt ki issi tarah duniya me kai log ese hue hain jinhone apne hauslo ke dam par safalta prapt ki hai aur inki stories humein inspired aur motivate karti hain. isi tarah swami vivekanand jinhone puri duniya me  bharat ka naam roshan kiya. aaj hum iss tarah ki inspriational aur motivational stories bata rahen hain. 1. billi ka baccha -motivational story.            ek baar ek bah

albert Einstein biography in hindi for students.Einstein childhood and schooling.

albert Einstein biography in hindi for students.  Albert aainstien           doston jab hum par koi samasya aati hai  tab  uss samay humein khud ko prove karne ka mauka milta. Iss mauke par jo cauka maar deta hai wahi safal ho jaata kyonki har samasya jab aati to wo apne sath ek pariksha lekar aati hai aur humein uss test me paas hona hota ha. wo samasya humien todne ki kosish karti hai aur koi usme bikhar jaata hai aur koi nikhar jaata hai. hum sabhi ke jeewan me problems to aati hi hain  aur har problem humein kuch na kuch sikha kar jaati hai. iss bheed bhari duniya me agar aapko alag banna hai to aapko kuch alag karna padega  ek din kuch banne ke liye aapko har din kuch na kuch alag karna padeg. jitna aur log kar rahe hain agar utna hi aap karte ho aapko bahut heavy competition milega. is liye aapko safalta ke liye extra hardwork karna hoga.           "There is no short cut of success"        Iss tarah ki inspriational or motivational story r