Skip to main content

Posts

Showing posts from December, 2017

50 most motivational quotes in hindi|latest quotes in hindi.

50 amazing  inspirational Quotes swami vivekanand quote          dosto humien aage badne ke liye motivate karne ke liye successful  aur mahan logon ke inspriational quotes aur unke anmol vichar hamare jeewan me ek important role  play karte hain. issi liye mahan logon ke kuch inspirational quotes aur unke vichar read kare.         latest #inspriational quote no.1                                                         work " apne jeewan parivartan ke liye turant kaam karna suru kar do aur shander tarike se ise karen".                                     most #motivational quote no.2                                      dosti "apne dost ko uski galti batana dosti ki sabse kathin pariksha hoti hai".                  #latest inspriational quote no.3                   " Cheeti se accha updesak koi nahi wo kaam karte hue chup rehti hai".               best inspriational quote no.4 " aap sagar ko kabhi paar nahi kar pa

albert Einstein biography in hindi for students.Einstein childhood and schooling.

albert Einstein biography in hindi for students.  Albert aainstien           doston jab hum par koi samasya aati hai  tab  uss samay humein khud ko prove karne ka mauka milta. Iss mauke par jo cauka maar deta hai wahi safal ho jaata kyonki har samasya jab aati to wo apne sath ek pariksha lekar aati hai aur humein uss test me paas hona hota ha. wo samasya humien todne ki kosish karti hai aur koi usme bikhar jaata hai aur koi nikhar jaata hai. hum sabhi ke jeewan me problems to aati hi hain  aur har problem humein kuch na kuch sikha kar jaati hai. iss bheed bhari duniya me agar aapko alag banna hai to aapko kuch alag karna padega  ek din kuch banne ke liye aapko har din kuch na kuch alag karna padeg. jitna aur log kar rahe hain agar utna hi aap karte ho aapko bahut heavy competition milega. is liye aapko safalta ke liye extra hardwork karna hoga.           "There is no short cut of success"        Iss tarah ki inspriational or motivational story r

3 sabse hatke inspriational aur motivational stories in hindi

      3 best inspriational and motivational stories         doston hamare jeewan me alag alag samay aata hai her baar samay hamare sath nahi hota hai. sabhi logon ki zindgi me paristhiti alag alag hoti hain.  koi un paristhiti se ladkar safalta pa lete hain. duniya me kai ese log scientist aur vidwan hue hain jo apni paristhiti se  ladkar safalta prapt ki hai. jaise albert aainstien, a. p. j abdul kalam. albert aainstien ek samay me math ka m tak nahi jaante the. aage chalkar wo duniya ke itne bade scientist bane aaj puri duniya unhe jaanti hai. abdul kalam ne apni garibi se ladkar safalta prapt ki issi tarah duniya me kai log ese hue hain jinhone apne hauslo ke dam par safalta prapt ki hai aur inki stories humein inspired aur motivate karti hain. isi tarah swami vivekanand jinhone puri duniya me  bharat ka naam roshan kiya. aaj hum iss tarah ki inspriational aur motivational stories bata rahen hain. 1. billi ka baccha -motivational story.            ek baar ek bah