- albert Einstein biography in hindi for students.

![]() |
Albert aainstien |
doston jab hum par koi samasya aati hai tab uss samay humein khud ko prove karne ka mauka milta. Iss mauke par jo cauka maar deta hai wahi safal ho jaata kyonki har samasya jab aati to wo apne sath ek pariksha lekar aati hai aur humein uss test me paas hona hota ha. wo samasya humien todne ki kosish karti hai aur koi usme bikhar jaata hai aur koi nikhar jaata hai.
hum sabhi ke jeewan me problems to aati hi hain aur har problem humein kuch na kuch sikha kar jaati hai. iss bheed bhari duniya me agar aapko alag banna hai to aapko kuch alag karna padega ek din kuch banne ke liye aapko
har din kuch na kuch alag karna padeg. jitna aur log kar rahe hain agar utna hi aap karte ho aapko bahut heavy competition milega. is liye aapko safalta ke liye extra hardwork karna hoga.
"There is no short cut of success"
Iss tarah ki inspriational or motivational story read karen. 3sabse hatke inspriational aur motivational stories in hindi.
friends albert Einstein ek great scientist the or albert einstein ka childhood and schooling story hum sabko bahut inspire karti hai.
albert aainstien ki motivational story.
![]() |
Albert aainstien |
albert einstein ke quotes hame inspire karte hain or hame naya seekhne ke liye or aage badhne ke liye bhi motivation and inspriation dete hain.
aapke liye laaye hain albert einstein biography in hindi .
a short story motivational and inspriational for students
albert einstein childhood and schooling
jab albert einstein 7 saal ke the.
tab tak wo thik treeke se bol bhi nahi
pate the. unke maa pita ye sochte the ki kahi albert zindgi bhar isi tarah na rahe. albert einstein apne class me sabse weak student the. maths me bahut jyada weak the iss wajah se unke liye maths ke alag se tuition lage hue the. class me sabhi students albert ka majaak udaya karte the. iss karan se albert udaas raha karte the.
wo maths me weak hone ke karan maths ko samajhne ki kosis karte the. magar unhe math samajh me nahi aata tha. ek baar math me marks kam àane ke karan unke teacher ne unhe bahut lecture diye aur sabhi baccho ne unka bahut majak banaya. ab unke dimag me math ke liye ek alag jagah ban gayi thi. ab unhone apne dimaag me soch liya tha ki ab kuch bhi ho math ko me solve kar ke rahunga. ab unhone apna sara dhyan math subject me laga diya.
wo din raat ab math ke baare me sochne lage. ab unhe dheere-dheere math me intrest aane laga tha. wo class me jab blackboard par maths ke swaal solve karte the tab unka answer galat hone par class ke aur students un par haste the. par ab wo unki baato par dhyan nahi dete the. wo usi sawal ko apne ghar par solve karte the. jo unhe school me sikhaya jaata tha wo uss ko apne ghar par phir se revision karte the.
iss tarah dheere dheere wo apni class ke sabse intelligent student ban gaye the. ab agar kisi ko maths ka koi sawaal nahi aata tha to wo unke paas aata tha. par unke sirf math par dhyan dene se ab wo aur dusre subjects me weak ho gaye the.
ab unhone aage ke liye apne favorite subject ban chuke math ko chuna. Aage chalkar wo apne isi junoon aur lagan ki wajah se duniya ke ek great scientist bane. ab unki khyati puri duniya me fel chuki thi.
ye unke hardwork aur lagan ka hi result tha Ki class ka sabse weak student itna bada scientist bana. Aainstien ne maths ke kai formule banaye aainstien ne sapechta ka niyam diya.
to iss tarah koi bhi apni lagan aur hardwork se apni har kamjori ko apni takat bana sakte hain. Iss Inspirational aur motivational story se hum ye seekh sakte hain. albert einstein ke best quotes aaj bhi humien predna dete hain humein motivate karte hain. iss motivational story se hum bahut kuch seekh sakte hain.
albert einstein quotes in hindi
albert einstein ki ye motivational story almost sabhi ko motivate karne wali hai. students ke liye ye bahut usful hai wo isse bahut kuch seekh sakte hain.
aapko albert Einstein ki ye story kaisi lagi comment kar batayen.

"Galti wahi karta hai jo kuch
Naya seekhne ki kosish karta hai"
albert aainstien.albert einstein ki ye motivational story almost sabhi ko motivate karne wali hai. students ke liye ye bahut usful hai wo isse bahut kuch seekh sakte hain.
aapko albert Einstein ki ye story kaisi lagi comment kar batayen.
Albert aainstien was a good scientist.
ReplyDelete